Quantcast
Channel: Shayari
Browsing all 1232 articles
Browse latest View live

Zindagi Shayari – Zindagi qaid e musalsal ka siwa kuch bhi nahi

Zindagi qaid e musalsal ka siwa kuch bhi nahi Kiya tha‚ jurm- e -wafa‚ is‚ k siwa kuch bhi nahi ‚ Jeenay ki arzo ma roz mar rahey han Dawa teri muhabbat ka siwa kuch bhi nahi …‚ Khnchti‚ ha‚ appni‚...

View Article


Two-Line Shayari – Go dil-shikan hain unki taghaful shoari’an

Go dil-shikan hain unki taghaful shoari’an Is per mujh ko un se muhabbat hai kia karun. . ======================= Ghani zulfo’n k saye mein chamakta chand sa chehra. . Tujhy dekhoo’n to kuch ratain...

View Article


Two-Line Shayari –‘faiz’ zinda rhain wo hain to sahi

‘faiz’ zinda rhain wo hain to sahi.. Kia hoa agar wafa shanas nahi!! ======================= Faida kia hai agar ab wo milay bhi to ‘muneer’..! Umar to beet gae rah par latay is ko.....

View Article

Two-Line Shayari – Girafta dil hain boht aaj tery deewanay

Girafta dil hain boht aaj tery deewanay Khuda karay koi tery siwa na pehchanay. . ======================= Gino sab hasratain jo khoo’n hui hain tan k maqtal mein Mery qaatil hisaab-e-khoon aisay nahi...

View Article

Two-Line Shayari – Guzar gaye isi gardish mein apny lail-o-nihaar

Guzar gaye isi gardish mein apny lail-o-nihaar Shab-e-firaaq gai roz-e-intezar aaya. . ! ======================= Go zara si baat per baarso’n k yaranay gaye Lekin itna to hua k kuch log pehchanaya...

View Article


Two-Line Shayari – Kaash un k amal bhi hon achay

Kaash un k amal bhi hon achay. . Jin ki baatain boht hi piyari hain. . ======================= Kehtay hain jeetay hain umeed pe log. Hum ko jeenay ki bhi umeed nahi. . ! ======================= Kitna...

View Article

Two-Line Shayari – Gulaab ki sil’on mein kab se khila hua tha

Gulaab ki sil’on mein kab se khila hua tha. . Wahi’n thi deewar jis mein baandi chuni hui thi. . ! ======================= Gharri bhar k liye theheray thy tum jis pairr k neechay Suna hai aaj tak us...

View Article

Two-Line Shayari – Gul kia, samar bhi bant rahy they basad-e-khuloos

Gul kia, samar bhi bant rahy they basad-e-khuloos Apna naseeb samjhay huay sang-e-wehshat log. . ! ======================= Gum-gushta safar ko jab apni khabar mili Rasta dikhanay wala sitara nahi raha....

View Article


Two-Line Shayari – Gunah gin k mein kyun apny dil ko chota karo’n

Gunah gin k mein kyun apny dil ko chota karo’n Suna hai tery karam ka koi hisaab nahi. . ! ======================= Giray shabnam k qatray aur bharhi phool’on ki rangeeni Jahan mein raae’gaan koi bhi...

View Article


Two-Line Shayari – Gard nafrat ki na gali’on mein urrai jaye

Gard nafrat ki na gali’on mein urrai jaye Aag ghar ghar siyasat ki na lagai jaye. . ! ======================= Gulshan parast hoon mujhy gul hi nahi aziz Kaanto’n se bhi nibah kiye ja raha hoon mein....

View Article

Two-Line Shayari – Log janay kin raat’on muraad‘ain manga karty hain

Log janay kin raat’on muraad‘ain manga karty hain Apni raat to wo jo tery sath guzar gai jana’n. . ! ======================= Lejiye ab suniye afsana-e-furqat mujh se. . Aap ne yaad dilaya to mujhy yaad...

View Article

Two-Line Shayari – Laakh koshish ki magar phir bhi nikal kar hi rahay

Laakh koshish ki magar phir bhi nikal kar hi rahay Ghar se yusuf, Khald se aadam, Teri mehfil se hum . . ======================= Lo hum mareez-e-ishq k teemar daar hain Acha agar na ho tou, maseeha ka...

View Article

Two-Line Shayari – Mushkil boht tha ishq ki baazi ka jeetna

Mushkil boht tha ishq ki baazi ka jeetna. . Hum jeetnay k shauq mein haaray chalay gaye. . ======================= Muddat k baad azn-e-tabassum mila magar. . Wo bhi kuch aisa talkh k aansu nikal...

View Article


Two-Line Shayari – Mein sheher bhar mein aik hi eeza-pasand hoon

Mein sheher bhar mein aik hi eeza-pasand hoon Gar chahiye dua tou mera dil dukhaiye. . ! ======================= Meray fann ka daaira phailay ga meray baad bhi Phool murjhaye to khushbu ka safar rukta...

View Article

Two-Line Shayari –‘Nadeem’ tark-e-muhabbat ko aik umer hui

‘Nadeem’ tark-e-muhabbat ko aik umer hui Mein ab bhi soch raha hun k bhool jaun usey. . ! ======================= Na gul khilay hain, na un se milay, na mae pi Ajab rung mein ab k bahaar guzri hai. . !...

View Article


Two-Line Shayari – Na itni taiz chalay, sir phiri hawa se kaho

Na itni taiz chalay, sir phiri hawa se kaho. . Shajar pe aik hi patta dikhai deta hai. . ! ======================= Nazar utha dil-e-nadaan, ye justuju kia hai? Usi ka jalwa tu hai, aur robaroo kia hai?...

View Article

Two-Line Shayari – Wo kon hain jinhai’n tauba ki mil gai fursat

Wo kon hain jinhai’n tauba ki mil gai fursat Humain gunah bhi karny ko zindagi kam hai. . ! ======================= Hamari taraf ab wo kam dekhtay hain. . Wo nazrain nahi, jinko hum dekhtay hain. . !...

View Article


Two-Line Shayari – Saray parind so gaye, khuwab nagar mein kho gaye

Saray parind so gaye, khuwab nagar mein kho gaye, , Ows mein bheegta raha, raat ko baagh mein koi. . ! ======================= Hum ehl-e-qafas tanha bhi nahi, har roz naseem-e-subha-e-watan Yaado’n se...

View Article

Two-Line Shayari – Hum cheen laingy tum se ye shaan-e-be-niazi

Hum cheen laingy tum se ye shaan-e-be-niazi, , Tum maangty phiro gay, apna ghuroor hum se. . ! ======================= Ho umr-e-khizar bhi to kahaingy ba-wakt-e-marg Hum kia kar rahy yahan, abhi aaye...

View Article

Two-Line Shayari – Hum jis pe marr rahy hain, wo hai baat hi kuch aur

Hum jis pe marr rahy hain, wo hai baat hi kuch aur Aalam mein tujh se laakh sahi, tu magar kahan? ======================= Hum ne ishq gunah se bartar jana tha. . Aur dil per ye pehla pathar afsos ka...

View Article
Browsing all 1232 articles
Browse latest View live