Quantcast
Channel: Shayari
Browsing all 1232 articles
Browse latest View live

2 Lines Poetry By Amjad Islam Amjad

Raiza raiza toot chuka hoon andar se, Ghar se bahar gardan taan ke chalta hon.. ***************************** Lafz to sab ke ik jese hain to kese baat khule, Duniyaa daari kitni hai aur chaahat kitni...

View Article


Kahan Aa Ke Rukne They Raste Kahan Morr Tha Ussay Bhool Ja + 3 Ghazals By...

Kahan aa ke rukne they raste kahan morr tha ussay bhool ja, Woh jo mil geya ussay yaad rakh jo nahin mila ussay bhoolja, Woh tere naseeb ki barishen kisi aur chhhat pe barass gayin, Dil-e-bekhabar meri...

View Article


Koi Mausam Ho, Dil Mein Hai Tumhaari Yaad Ka Mausam + 3 Ghazals By Amjad...

Koi mausam ho, dil mein hai tumhaari yaad ka mausam, Ke badla hee naheen jaanan tumhare baad ka mausam, Nahee tou aazma ke dekh lo, kaisay badalta hai, Tumhaaray muskaraanay se dil-e-nashaad ka mausam,...

View Article

Mujhe Khud Se Hain Shikaaytain, Mujhe Zindagi Se Gilaa Nahin + 5Ghazals By...

Mujhe khud se hain shikaaytain, mujhe zindagi se gilaa nahin, Ke jo chaha mene woh paa liya, nahin aesa kuch jo mila nahin, Mere aas paas hai roshni, mere raston mein chiraag hain, Yeh tere karam ka...

View Article

Kya Kya Hamare Khawb They, Jane Kahan Pe Kho Gaye + 3 Ghazals By Amjad Islam...

        Kya kya hamare khawb they, jane kahan pe kho gaye, Tum bhi kisi ke sath ho, Hum bhi kisi ke ho gaye, Jane woh kyon they, Kaun they? aaye they kis liye yahan, Woh jo fashaar-e-waqt mein, Bojh sa...

View Article


Akhri Chand Din December Ke + 3 Ghazals By Amjad Islam Amjad

 Akhri chand din december ke, Har baras hi giraan guzarte hain, Khawhishon ke nigaar-khanay se, Kese kese gumaan guzarte hain, Raftagaan ke bikharte saayon ki, Aik mehfil si dil main sajti hai, Phone...

View Article

Humain To Woh Bohat Achey Lage Hain + 4 Ghazals By Amjad Islam Amjad

Humain to woh bohat achey lage hain, Najane hum unhen kese lage hain, To kya yeh par nikalne ka hai mausam, Hawaa main jaal se khulney lage hain, Naye qaatil ka istaqbaal hai kya, Puraney zakham kyon...

View Article

Agar Kabhi Meri Yaad Aye + 3 Ghazals By Amjad Islam Amjad

Agar kabhi meri yaad aye, To chaand raton ki narm dilgeer roshni main, Kisi sitaare ko dekh lena, Agar woh nakhl-e-falak se urr kar tumhare qadmon main aagire to, Yeh jaan lena woh istaara tha mere dil...

View Article


Raat Aayi Hai Balaaon Se Rihaayi De Gi + 6 Ghazals Anwar Masood

Raat aayi hai balaaon se rihaayi de gi, Ab na deewaar na zanjeer dikhaayi de gi, Yeh dhundhlaka sa jo is ko ghaneemat samjho, Dekhna phir koi suurat na sujhaayi de gi, Dil jo tootay ga to ik-tarfa...

View Article


Ab Woh Yeh Keh Rahe Hain Meri Maan Jaayiye Ghazal By Daag Dehlvi

Ab woh yeh keh rahe hain meri maan jaayiye, Allah teri shaan ke qurbaan jaayiye, Bigrre huye mizaaj ko pehchaan jaayiye, Seedhi tarah na maaniye ga maan jaayiye, Kis ka hai khauf rokne waala hi kaun...

View Article

2 Lines Poetry By Daag Dehlvi

Un ki farmayesh nayi din raat hai, Aur thori si meri auqaat hai.. ************************* Le chala jaan meri rooth ke jaana tera, Aese aaney se to behtar tha naa aana tera.. *************************...

View Article

Ghazab Kiya Tere Vaade Pe Aitbaar Kiya + 4 Ghazals Daag Dehlvi

Ghazab kiya tere vaade pe aitbaar kiya, Tamaam raat qayamat ka intezaar kiya, Kisi tarah jo na us buut ne aitbaar kiya, Meri wafa ne mujhe khoob sharamsaar kiya, Hansaa-hansaa ke shabb-e-vassl...

View Article

Baat Meri Kabhi Suni Hi Nahin + 4 Ghazals Daag Dehlvi

Baat meri kabhi suni hi nahin, Jaante woh buri bhalli hi nahin, Dillagi un ki dillagi hi nahin, Ranj bhi hai faqat hansi hi nahin, Lutf-e-mai tujh se kya kahun zahid, Haaye kambakht tu ne pee hi nahin,...

View Article


Rahe Ga Ishq Tera Khaak Mein Mila Ke Mujhe + 3 Ghazals Daag Dehlvi

Rahe ga ishq tera khaak mein mila ke mujhe, Ke ibtidaa mein huye ranj intihaa ke mujhe, Diye hain hijar mein dukh dard kis balaa ke mujhe, Shab-e-firaaq ne maara litaa litaa ke mujhe, Baghair maut ke...

View Article

2 Lines Poetry By Ahmad Faraz

Sirf Chehre Ki Udasi Se Bhar Aye Ansoo Faraz, Dil Ka Alam Tu Abhi Ap Ne Dekha Hi Nahi!!!! **************************** Raat Bari Mushkil Se Sulaya Hai Khud Ko Mene Faraz, Warna Light K Baghair Kon Sota...

View Article


2 Lines Poetry By Ahmad Faraz

Usne mujh chor dia to kia hua Faraz Mane bhi to chora tha sara jahan us k liye **************************** Aur bhi dukh hain zamany mainmohabat k siwa mane tumse hi nahi sab se mohabt ki hai...

View Article

2 Lines Poetry By Ahmad Faraz

kisi ke aik anso par hazaron dil tarapty hain kisi ka umer bhar ka roona unhi bekaar jata hai **************************** Usne mohabat ki kasam di hai aur pyar ka wasta bhi likha hai usne na any ko...

View Article


2 Lines Poetry By Ahmad Faraz

Us Shaks Ko To Bichadeny Ka Saleka Nahi ” FARAZ” Jatay Hoe Khud KO Mere Pass Chor Gaya . **************************** Dekha mujhe toh tarke taluk ke bawajood . woh muskura diya yeh hunar bhi usi ka...

View Article

2 Lines Poetry By Ahmad Faraz

Ab Tak Dil-e-Khush Fehem Ko Tujh Se Hain Umeedain, Yeh Aaakhri Shamaa Bhi Bhujaane Ke Liye Aa.. **************************** Mein tujhe kho ke bhi zinda hoon, Yeh dekha tu ne, Kiss qadar hauslaa haarey...

View Article

2 Lines Poetry By Ahmad Faraz

Huaa hai tujh se bicharney ke baad ab maloom, Ke tu nahin tha, tere sath aik dunyaa thi.. **************************** Humi ne tark-e-taluq main pehel ki ke Faraz, Woh chahtaa tha magar hauslaa na tha...

View Article
Browsing all 1232 articles
Browse latest View live