Quantcast
Channel: Shayari
Viewing all 1232 articles
Browse latest View live

اے دلِ بیتاب ٹھہر! –فیض احمد فیض

$
0
0

Shayari

تیرگی ہے کہ امنڈتی ہی چلی آتی ہے
شب کی رگ رگ سے لہو پھوٹ رہا ہو جیسے
چل رہی ہے کچھ اس انداز سے نبضِ ہستی
دونوں عالم کا نشہ ٹوٹ رہا ہو جیسے

رات کا گرم لہو اور بھی بہ جانے دو
یہی تاریکی تو ہے غازہء رخسارِ سحر
صبح ہونے ہی کو ہے اے دلِ بیتاب ٹھہر

ابھی زنجیر چھنکتی ہے پسِ پردہء ساز
مطلق الحکم ہے شیرازہء اسباب ابھی
ساغرِ ناب میں آنسو بھی ڈھلک جاتے ہیں
لغزشِ پا میں ہے پابندیِ آداب ابھی

اپنے دیوانوں کو دیوانہ تو بن لینے دو
اپنے میخانوں کو میخانہ تو بن لینے دو
جلد یہ سطوتِ اسباب بھی اُٹھ جائے گی
یہ گرانباریِ آداب بھی اُٹھ جائے گی

خواہ زنجیر چھنکتی ہی، چھنکتی ہی رہے


ﺑﮩﺎﺭ ﮐﯿﺎ، ﺍﺏ ﺧﺰﺍﮞ ﺑﮭﯽ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﮔﻠﮯ ﻟﮕﺎﺋﮯ ﺗﻮ ﮐﭽﮫ ﻧﮧ ﭘﺎﺋﮯ

$
0
0

Shayari

ﺑﮩﺎﺭ ﮐﯿﺎ، ﺍﺏ ﺧﺰﺍﮞ ﺑﮭﯽ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﮔﻠﮯ ﻟﮕﺎﺋﮯ ﺗﻮ ﮐﭽﮫ ﻧﮧ ﭘﺎﺋﮯ
ﻣﯿﮟ ﺑﺮﮒِ ﺻﺤﺮﺍ ﮨﻮﮞ ، ﯾﻮﮞ ﺑﮭﯽ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﮨَﻮﺍ ﺍُﮌﺍﺋﮯ ﺗﻮ ﮐﭽﮫ ﻧﮧ ﭘﺎﺋﮯ

ﻣﯿﮟ ﭘﺴﺘﯿﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﭘﮍﺍ ﮨﻮﮞ، ﺯﻣﯿﮟ ﮐﮯ ﻣﻠﺒﻮﺱ ﻣﯿﮟ ﺟﮍﺍ ﮨﻮﮞ
ﻣﺜﺎﻝِ ﻧﻘﺶِ ﻗﺪﻡ ﭘﮍﺍ ﮨﻮﮞ، ﮐﻮﺋﯽ ﻣﭩﺎﺋﮯ، ﺗﻮﮐﭽﮫ ﻧﮧ ﭘﺎﺋﮯ

ﺗﻤﺎﻡ ﺭﺳﻤﯿﮟ ﮨﯽ ﺗﻮﮌ ﺩﯼ ﮨﯿﮟ، ﮐﮧ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﮨﯽ ﭘﮭﻮﮌ ﺩﯼ ﮨﯿﮟ
ﺯﻣﺎﻧﮧ ﺍﺏ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺁﺋﯿﻨﮧ ﺑﮭﯽ، ﻣﺮﺍ ﺩﮐﮭﺎﺋﮯ ﺗﻮ ﮐﭽﮫ ﻧﮧ ﭘﺎﺋﮯ

ﻋﺠﯿﺐ ﺧﻮﺍﮨﺶ ﮨﮯ ﻣﯿﺮﮮ ﺩﻝ ﻣﯿﮟ، ﮐﺒﮭﯽ ﺗﻮ ﻣﯿﺮﯼ ﺻﺪﺍ ﮐﻮ ﺳﻦ ﮐﺮ
ﻧﻈﺮ ﺟﮭﮑﺎﺋﮯ ﺗﻮ ﺧﻮﻑ ﮐﮭﺎﺋﮯ، ﻧﻈﺮ ﺍُﭨﮭﺎﺋﮯ ﺗﻮ ﮐﭽﮫ ﻧﮧ ﭘﺎﺋﮯ

ﺗﻮ ﺁﺷﻨﺎ ﮨﮯ ﻧﮧ ﺍﺟﻨﺒﯽ ﮨﮯ، ﺗﺮﺍ ﻣﺮﺍ ﭘﯿﺎﺭ ﺳﺮﺳﺮﯼ ﮨﮯ
ﻣﮕﺮ ﯾﮧ ﮐﯿﺎ ﺭﺳﻢِ ﺩﻭﺳﺘﯽ ﮨﮯ، ﺗﻮ ﺭﻭﭨﮫ ﺟﺎﺋﮯ ﺗﻮ ﮐﭽﮫ ﻧﮧ ﭘﺎﺋﮯ؟

ﺍُﺳﮯ ﮔﻨﻮﺍ ﮐﺮ ﭘﮭﺮ ﺍﺱ ﮐﻮ ﭘﺎﻧﮯ ﮐﺎ ﺷﻮﻕ ﺩﻝ ﻣﯿﮟ ﺗﻮ ﯾﻮﮞ ﮨﮯ ﻣﺤﺴﻦ
ﮐﮧ ﺟﯿﺴﮯ ﭘﺎﻧﯽ ﭘﮧ ﺩﺍﺋﺮﮦ ﺳﺎ، ﮐﻮﺋﯽ ﺑﻨﺎﺋﮯ ﺗﻮ ﮐﭽﮫ ﻧﮧ ﭘﺎﺋﮯ

Mohsin Naqvi

Ahl_E_Nazar K Bakhat Me Kis Ne Ye Likh Dia

$
0
0

Shayari

Ahl_E_Nazar K Bakhat Me Kis Ne Ye Likh Dia
Rehna Kisi K Sath’ Muhabbat Kisi K Sath……..!

 

Amjad Islam Amjad

Jadu Hai Teri Har Ek Baat Me – 4 Line Poetry

$
0
0

Shayari

Jadu Hai Teri Har Ek Baat Me
Yaad Bahut Aate Ho Din Aur Raat Me

Kal Jab Dekha Tha Mene Sapna Raat Me
Tab Bhi Apka Hi Hath Tha Mere Hath Me..

Suna hai log use aankh bhar k dekhte hain

$
0
0

Shayari

Suna hai log use aankh bhar k dekhte hain, so us k shehar me kuch din thehar k dekhte hain,
Suna hai din ko use titliyan satati hain, suna hai rat ko jugnu thehar k dekhte hain,
Suna hai uske badan ki tarash aisi hai, k phool apni kabaa’ein katar k dekhte hain,
Suna hai hashr hai uski ghazaal si aankhein, Suna hai haran usko dasht bhar k dekhte hain,
Suna hai rat use chand takta rehta hai, sitare baam-e-falak se utar k dekhte hain,
Suna hai uske labo se gulab jalte hain, so hum bahar pe ilzam dhar k dekhte hain,
Suna hai aayena timsaal hai jabeen uski, jo sada dil hain use ban sanwar k dekhte hain,
Ruke to gardishein uska tawaf krti hain, chale to usko zamane thehar k dekhte hain,
Kahaniya hi sahi, sab mubalghe hi sahi, agar wo khwab hai, ta’abeer kr k dekhte hain,
ab uske shehar me thehrein k kooch kar jayein, Faraz aao sitare safar k dekhte hain…

Lambi Judaai – Hero, Reshma – Lyrics In Urdu Hindi

$
0
0

Shayari

Bichhde abhi to ham bas kal parson

we just separated yesterday only

Jioongi main kaise, is haal mein barson

but how will I live in this condition for ages

Maut na aayi teri yaad kyon aayi

death didn’t come but why did your memories came

Hay lambi judai

oh long separation

Chaar dinon ka pyaar ho rabba

love for four days, my god

Badi lambi judai, lambi judai

but long separation

Honthon pe aaye meri jaan duhai

prayer for my life escaped my lips

Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai

Ek to sajan mere paas nahin re

for one, darling is not near me

Duje milan di koi aas nahin re -2

there is no chance of meeting either

Uspe yeh sawan aaya -2

on that, this rainy season

Aag lagaayi, hay lambi judai

it fires me up

Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai

Toote zamaane tere haath nigode, haath nigode

oh careless one, you have destroyed lives

Dil se dilon ke tune sheeshe tode, sheeshe tode

you broke my heart like one breaks mirror

Hijr ki oonchi, hijr ki oonchi deevaar banaayi

you made high walls of separation

Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai

Baag ujad gaye, baag ujad gaye khilne se pehle

gardens were devatated even before blossoming

Panchhi bichhad gaye milne se pehle -2

lovers were separated even before meeting

Koyal ki kook, koyal ki kook ne hook uthaayi

sound of nightingale fuels my despondency

Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai
Honthon pe aaye meri jaan, duhai
Hay lambi judai
Chaar dinon ka pyaar ho rabba
Badi lambi judai, lambi judai

lambi_judaa_i_bichhade_abhi

Hamare Intekhaab Ka Miyaar Kuch Bhi Ho, Shaam

$
0
0

Shayari

Hamare Intekhaab Ka Miyaar Kuch Bhi Ho, Shaam

Jisay Hum Chahen Gay,Use Be-Misaal Kar Dein Gey

Apni Aankhoon Ko Khain Ley Jauon

$
0
0

Shayari

Apni Aankhoon Ko Khain Ley Jauon.

Tuj Ko Dekhoon Tu Nazar Lagti Hai.


Sad Urdu Sms

$
0
0

Shayari

Mera hamsafar jo ajeeb hay toh ajeeb tar hoon main ap bhi
Usey manzilon ki khabar nahe mujhe raaston ka pata nahee

 

 

phir is k baad nahi lagana bazar-e-dil,
khareed lijiye sahib ghulam akhiri hai..
Name:  61739_411949705566237_646827040_n.jpg<br />
Views: 5<br />
Size:  19.4 KB

 

Ta-hayaat kon karta hai chahat meray hazoor,
Miltay hain kab jahan mai Zulaikha mizaaj log..

 

—-

Na dikhaa paaye ga tu khuab meri aankhon k,
ab bhi kehti houn musavir, mera chehra na bana..
Name:  Campi Painting Anguissola [700px].jpg<br />
Views: 2<br />
Size:  184.7 KB

 

 

2 LinePoetry.com with Images

$
0
0

Shayari

Ager Wo Zindagi Mein Faqat Ik Baar Mera Ho Jata,
To Mein Zamane Ki Kitaabon Se Lafz Bewafai Hi Mita Deta…!
—————————————-
Samajh Nahi Aati Wafa Karain To Kis Se Karain ‘Wasi’
Mitti Se Bane Ye Loog Kagaz Ke Tukron Pe Bik Jaty Hain…
——————————————–

Kaha Tha Us Ne Ke Apna Bana Kar Choron Ga,
Aur Phir Hua Bhi Yehi, Apna Bana Ke Chorr Diya…
—————————————-
Mujhe Hukam Hua Kuch Or Mang Us Ke Siwa,
Main Dast-e-Dua Se Uth Gaya Ke Mujhe Justaju Bus Usi Ki Thi.
———————————————–
Tamam Umer Usi Ke Khayal Mein Guzri “Furqan”

Mera Khayal Jise Umer Bhar Nahi Aaya….
—————————————–

Ye Mohabbat Bhi Aik Neki Hai
Aao Darya Mein Daal Dete Hain
———————————-

Qabrain Hi Jaanti Hain Ke Is Shehre-e-Jabar Mein Log,
Mar Kar Hue Dafan Hain Ya Zinda Garay Hain Log…
———————————

Is Qehat-e-Dosti Mein Koi Mujh Se Kia Mile..!
Khud Apne Aap Ko Bhi Mayassar Nahi Hun Mein..!
————————————–

Pehle Barish Hoti Thi To Yaad Aate They
Ab Jab Yaad Aate Ho To Barish Hoti Hai…
———————————–

Mila To Aur Bhi Taqseem Kar Gaya Mujh Ko,
Sameitna Thin Jise Meri Kirchiyaan “Furqan”
————————————

Karain Ge Tark-e-Taaluq Ye Tum Se Wada Raha,
Badan Se Saans Ka Rishta To Toot Jane Do…!
———————————-

Na Neend Hai Aankhon Me, Na Hi Koi Hasrat,
Kitna Saada Sa Reh Gaya Hun Mein Tere Baghair…
—————————–

Tujhe Bhoolne Ko Ik Pal Chaiye,
Wo Pal Jisy Maut Kehte Hain Log…
———————————
Ager Wo Zindagi Mein Faqat Ik Baar Mera Ho Jata,
To Mein Zamane Ki Kitaabon Se Lafz Bewafai Hi Mita Deta…!
—————————-

Ye Mohabbat Bhi Aik Neki Hai
Aao Darya Mein Daal Dete Hain
——————

Qabrain Hi Jaanti Hain Ke Is Shehre-e-Jabar Mein Log,
Mar Kar Hue Dafan Hain Ya Zinda Garay Hain Log…
———————–

Is Qehat-e-Dosti Mein Koi Mujh Se Kia Mile..!

Khud Apne Aap Ko Bhi Mayassar Nahi Hun Mein..!
——————–

Pehle Barish Hoti Thi To Yaad Aate They
Ab Jab Yaad Aate Ho To Barish Hoti Hai…
————————

Mila To Aur Bhi Taqseem Kar Gaya Mujh Ko,
Sameitna Thin Jise Meri Kirchiyaan ‘Furqan’..
———————–

Karain Ge Tark-e-Taaluq Ye Tum Se Wada Raha,
Badan Se Saans Ka Rishta To Toot Jane Do…!
—————————–

Na Neend Hai Aankhon Me, Na Hi Koi Hasrat,
Kitna Saada Sa Reh Gaya Hun Mein Tere Baghair…
—————————–

Tujhe Bhoolne Ko Ik Pal Chaiye,
Wo Pal Jisy Maut Kehte Hain Log…
—————————-

Maut To Naam Se Badnaam Hui Warna,
Taqleef To Zindagi Bhi Diya Karti Hai…!
————————–

Wo Sooye Ittefaaq Aa Mile The Hum Se,
Hum Nadaan Samjhe Hamari Dua’on Mein Asar Hai…
————————————

Bohat Dard Chupe Hain Raat Ke Har Pehlu Mein,
Acha Ho Ke Kuch Dair Ke Liye Neend Aa Jaye….
————————————-

Boondain Girin To Aankh Mein Aansu Bhi Aa Gaye,

Barish Ka Uski Yaad Se Rishta Zaroor Hai…
—————–ART Poetry—————-

Bazm-e-Wafa Mein Apni Ghareebi Na Poochiye,
Ik Dard-e-Dil Hai, Wo Bhi Kisi Ka Diya Hua….
————————————

Raat Dehleez Par Bethi Rahin Aakhen Meri,
Tu Na Aaya To Koi Khwab Hi Bheja Hota…!
———————————-

Qasid Payam-e-Shoq Ko, Itna Na Kar Taveel,
Kehna Faqat Ye Un Se, Aankhen Taras Gai Hain…
————————————-

Tafseel Se Kese Sunain Ye Qissa Mohabbat Ka?
Ke Tum Masroof Ho Ab Tak Hame Barbad Karne Me..!
———————————-

Tere Hote Hue Bhi Aye Khaliq,
Mujh Pe Har Shaks Ne Khudai Ki…!!
————————————-

Best of the 2LinePoetry.com on this site.

Jism Ki pooja Ko Mohabbat Kehta Hai Aaj Ka Falsafa,
Yehi Door-e-Hazir Ki Mohabbat Hai, To Mein Jahil Hi Sahi…!
—————————————–

Wo Markazi Kirdar Hai Kahani Ka, Lekin


Kehta Hai Kahani Mein, Mera Naam Na Aaye…!
——————————-

Zakhmi Hue Jo Hont To Mehsoos Ye Hua..
Chuma Tha Kisi Phool Ko Deewangi Ke Sath…
————————————-

Dil Mein Ik Leher Si Uthi Hai Abhi – Video

———————————————

Khuda Tujhe Kisi Toufan Se Aashna Kar De,
Ke Tere Behar Ki Mojon Mein Istraab Nahi…!
——————————-

Hamari Be-Khudi Ka Haal Wo Pooche Ager,
To Kehna Hoosh Bas Itna Hai Ke Tum Ko Yaad Karte Hain…!
——————————————–

Best Ever 2 line Sad New Shayari SMS

$
0
0

Shayari

Ye Meri Aqeedat-e-Be_Sabar, Ye Meri Ibadat-e-Be_Samar
Mujhe Mere Dawah-e-Ishq Ney Na Sanam Diya, Na Khuda Diya…
————————-

—–

Zaroorat Torr Deti Hai, Gharoor-e-Be_Niazi Ko,
Na Hoti Koi Majboori To har Banda Khuda Hota…!
————————-

Ab Wahan Yaadon Ka Bikhra Hua Malba Hi To Hai,
Jis Jaga Ishq Ne Buniyad Makaan Rakhi Thi…!
——————–
Hathiyar Hain, Auzaar Hain, Afwaaj Hain, Lekin
Wo Teen So Tera Ka Lashkar Nahi Milta…!!
————————

Tere Mashware Ke Khaloos Pe Mujhe Tark-e-Ishq Qabool Hai,
Mager Aik Baat Hai Hum Nasheen! Meri Zindagi Ka Sawal Hai…!
—————

Aik Hi Shakhs Pe Luta Dete Hain Jo Zindagi Apni
Aise Log Ab Kitaabon Me Mila Karte Hain…!
——————–

Bara Ajeeb Kissa Hai Ke Mere Dil Ne,
Apne Mafad Ki Khatir Mujhe Barbad Kar Dala..!
———————

 

 

 

Koi Rishta Jo Na Hota, To Wo Khafa Kion Hota.?
Ye Be_Rukhi, Uski Mohabbat Ka Pata Deti Hai…!

Jab Bhi Laai Gardish-e-Ayyam Tere Shehar Main by Qateel Shifai

$
0
0

Shayari


شاعر: Qateel Shifai

جب بھی لائی گردشِ ایام تیرے شہر میں
ہم پر آیا اک نیا الزام تیرے شہر میں

اِک ذرا سی بات کیا پھیلی کہ افسانہ بنی
ہوگئے ہم مفت میں بدنام تیرے شہر میں

غیر تو پھر غیر ہیں اپنے بھی ناصح بن گئے
جب لیا بھولے سے تیرا نام تیرے شہر میں

کیوں نہ ہم بھی دُور کر لیں زندگی بھر کی تھکن
خیمہ زن ہے گیسوؤں کی شام تیرے شہر میں

لوگ تو آغاز ہی میں دُشمنِ جاں ہو گئے
جانے اب کیا ہو مرا انجام تیرے شہر میں

Jab Bhi Laai Gardish-e-Ayyam Tere Shehar Main
Ham Par Aaya Ek Naya ilzaam Tere Shehar Main

Ek Zara Si Baat Kaya Phaili Kah Afsana Bani
Ho Gaye Ham Muft Main Badnaam Tere Shehar Main

Ghair to Phir Ghair Hain Apnay Bhi Naasih Ban Gaye
Jab Liya Bhoolay Say Tera Naam Tere Shehar Main

Kuin Nah Ham Bhi Dorr Kar Lain Zinadagi Bhar Ki Thakan
Khaima Zan Hay Gaisdoun Ki Shaam Tere Shehar Main

Log To Aghaazm Hi Main Dushman-e-Jaan Ho Gaye
Janay Ab Kaya Ho Mera Anjaam Tere Shehar Main

تم مگر نہیں مانیں

$
0
0

Shayari

تم مگر نہیں مانیں
تم نے ضد نہیں چھوڑی
تم کبھی تو سمجھو گی
زخم نارسائی کے
عمر بھر نہیں سِلتے
ایک بار مُرجھا کر
پھول پھر نہیں کِھلتے
جانِ جاں ، محبت میں
دل اگر بچھڑ جائیں
پھر کبھی نہیں ملتے…….!!

—–

 

بس اک میری بات نہیں تھی
سب کا درد دسمبر تھا’
برف کے شہر میں رہنے والا
اک اک فرد دسمبر تھا’
پچھلے سال کے آخر میں بھی
حیرت میں ہم تینوں تھے…
اک میں تھا’ اک تنہائی تھی
ایک بےدرد دسمبر تھا’
اپنی اپنی ہمت تھی
اور اپنی اپنی قسمت تھی!
ہاتھ کسی کے نیلے تھے
اور پیلا زرد دسمبر تھا’
پھولوں پر تھا سکتہ طاری
خوشبو سہمی سہمی تھی
خوف زدہ تھا گلشن سارا
دہشت گرد دسمبر تھا’

2 Line new Collection in Roman Urdu Sms

$
0
0

Shayari

Tera Sath Hai Jab Tak, Tamanna Nahi Koi Aur

Tujh Se Hi Munslik Hai, Meri Dil Ki Har Aarzu..!!

==

Ek Arzoo See Hai k Un Ko Bhool Jaen Hum…

Magar Un Ki Yaad ati Hai Ye Hasrat Haar Jati Hai…

==


Lipta hai mere dil se kisi raz ki surat wo shaks jis ko mera hona b nahi hai
ye ishq-o-mohabat ki rawayat b aajab hai pana b nahi hai tujhe khona b nahi hai

==

صبا تو کیا مجھے دھوپ تک جگا نہ سکی
کہاں کی نیند اتر آ ئی ہے ان آنکھوں میں

پروین شاکر

=====

‘تعزیت’ لفظ کتنا چھوٹا ہے!
آج احساس ہو رہا ہے مجھے

====

ہر شخص سانحہ ہے
ہر ذات اک کہانی ……

===

ہوتی ہے بڑی ظالم یک طرفہ محبت
وہ یاد تو آتے ہیں پر یاد نہیں کرتے

شاعر : عباس تابش

==

بن نہ سکی احباب سے اپنے
وہ دانا تھے اور ہم…..! دیوانے
===
کبھی رستہ بدلنا ھو تو کچھ مشکل نہیں جاناں
=
بہت سادا سا جملہ ھے ستارے مل نہیں سکتے

==

تم میں ھمت ھے تو دنیا سے بغاوت کر دو
ورنہ ماں باپ جہاں کہتے ھیں شادی کر لو

“ساحر لدھیانوی”

===

 

2 Line Ahmed Faraz Shayari Collection

$
0
0

Shayari

http://4.bp.blogspot.com/-lnHmjUx0wkE/U3y5pov_gsI/AAAAAAAAOE8/fEfIzNodhQo/s1600/Dil+Faraz%255B3%255D.jpg

———————————-
Kuch muhabat ka nasha tha pehle hm ko Faraz.
Dil jo tota to nashe se muhabat ho gai.

———————————-
Yeh wafa to un dinon ki baat hay “Fraaz”
Jab makaan kachy or log sachay hoa krty thy……

———————————-
Kon data ha umar bhar ka sahara aay Faraz….
LOG tu JANAZAY man bhi kandhay badaltay rahtay hein….

———————————-
“Kis ki Kya majal thi jo koi Hum ko kharid sakta”,,,
Faraz,..
“Hum to khud hi Bik gaey kharidar dekh k”…

———-

kisi se maangna mere mazhab mein kufr hai ……..
.
.
la apna haath de mere daste swaal mein…
———————————-
‘”Ham na badlein gay waqt ki raftaar kay sath,,,
‘”Faraz”‘
Ham jab b milen gay andaz purana hoga…'”.

———————————-
“Tera Na Ho Saka To Mar Jaon Ga Faraz.
Kitna Khobsurat Wo Jhoot Bolta Tha”.

———————————-
Wo Bewafa na tha youn hi badnaam ho gya,,,,
Faraz..,…
Hazaron chaheny waly thy kis kis say wafa karta……

===

Kissi Se Juda Hona Agar Itna Asan Hota “FARAZ”
—-Jism Se Rooh Ko Lenay Kabhi Farishtay Na Atayyyy…..!!!!
———————————————————–
Socha tha k wo bohat toot kr chahe ga hume FARAZ

Lakin chaha b hum ne or toote b hum..
——————————————————–
Mere jazbat se waqif hai mera qalm FARAZ
Main pyar likhon to tera nam likha jata hai..
———————————————–
Khush naseeb hote hen wo log
Jin ki zindagi men hasad nhi hota

Log hste hen un pr
Husne se un pr Asr nhi prta
=====

Ab maayos q ho us ki bewafai pe Faraz?
tm khud hi to kehty thy k wo sab se juda hai..
———————————————
Koun kisi k sath kitna mukhlis hai faraz
Waqt sab ki aukaat bta deta hai..
—————————————-
Asaan nahin aabad karna ghar mohabat ka Faraz
ye unka kaam hai jo zindagi barbad karty hain…
————————————————-
Main Khuda Ki Nazron Main Bhi Gunahgaar Hota Hoon Faraz

.
.
.

K Jab Sajdon Main Bhi Wo Shakhs Mujhe Yaad Aata Ha
———————————————————

In Barishon Se Dosti achi nahi Fraz
Kacha Tera Maqaan Hai Kuch To Khayal Kar

===

Teray baad na aaye ga meri zindagi ma koi aur Faraz
Ek maut hai k jis ki hum Qasam nahi detay
——————————————-
ajab hai

“RASAM-E-ULFAT” ay

“FARAZ”

dil hamara hai magar
“IKHTIAR”
kisi aur ka hai
—————

http://i40.tinypic.com/9giq8w.gif

Apni naakami ka ik yeh bhi sabeb hy Faraz
Cheez jo maanghty hain sub sy juda maanghty hain

====

MUJE APNI ROOH MEIN BASA LE “FARAZ“
KE DIL-O-JAAN KE RISHTEY TO AKSAR THOTH JAYA KARTE HAIN!!!

ahmed-faraz_


Dhoka SMS Poetry Collection from Facebook

$
0
0

Shayari

Zindagi Main Hai Dhoka Is K Siwa Kuch Nahi
Tamashai Hai Yeh Dunya Is K Siwa Kuch Nahi

Meri Zindagi Se Pochiye Zindagi Kia Hai
Zindagi Hai Aik Khawab Is K Siwa Kuch Nahi

Khushiyan Hain Lakhon Is Dunya Main Magar
Udasi Hai Mere Dil Main Is K Siwa Kuch Nahi

Mujh Se Joh Log Bhi Mile Hain Khush Hokar
In K Dilon Main Hai Nafrat K Siwa Kuch Nahi

Wade Tu Karte Hai Log Magar Jante Nahi Wafa Karna
Bewafai Hay Is Dunya Main Is K Siwa Luch Nahi

Pal Main Jisse Chah Usse Pal Main Bhula Diya
Yeh Khel Hay Dunya Ka Is K Siwa Kuch Nahi

Tum Ko Chah Hay Magar Kuch Bhi Nahi Socha K
Dunya Tou Hai Ik Sarab Is K Siwa Kuch Nahi

====

Dhoka Daeti Hai Masoom Chehroun Ki Chamak Aksar…
Har Kaanch K Tukray Ko Heera Nahi Kehty.

===

Tum Ko Kiya Khabar Janaa! Hum Udaas Logon Par,
Shaam Ke Sabhi Manzar Ungliyaan Uthaate Han…
====

Har Taraf Raah Mein Thay Kaanty Bichay Huay
Dhoka Shayari

Har Taraf Raah Main Thay Kaanty Bichay Huay,
Mujh Ko Teri Talab Thi, Guzarte Chale Gaye..
=====

Tujhe dokhon sy na bacha pay agarcha teri mohabaton mai
Dhoka Shayari

Tujhe dokhon sy na bacha pay agarcha teri mohabaton mai
na jany kitny maqam aye ke hum ny khud sy munafqat ki

====

Tery ranj,teri ankhey meri mohabaten mery pass hay
Dhoka Shayari

Tery ranj,teri ankhey meri mohabaten mery pass hay
mai amanton ko idhar udhar nay kar raha
====

Tu agar khawab tha mera to bata
Dhoka Shayari

Tu agar khawab tha mera to bata
kuin meri neend sy baher nikla
=====

teri soorat sa kisi ki naheen milti soorat
Dhoka Shayari

teri soorat sa kisi ki naheen milti soorat
hum jahan main ter tasveer lia phrtay hain
===

Garam joshi aur is qadar, kya baat hai
Dhoka Shayari

Garam joshi aur is qadar, kya baat hai…
kia tumhein mujh sey kuch shikayat hey
===

Wo bohat kuch jo kitabo may ny tha
Dhoka Shayari

Wo bohat kuch jo kitabo may ny tha

wo chehron ki lakeero may pardha hy

====

Zindagi bhar mein rahe door jo ghairon ki tarah
Dhoka Shayari

Zindagi bhar mein rahe door jo ghairon ki tarah,
Laash par aaj wohi ashhk bahaney aaye,
Aese aalam mein bhi woh rooth ke jate hain shameem,
Dam-e-aakhir ko jo aaye to rulaney aaye…

====
Khalaf e maslahat me bhi samjata hon magar naseh,
Wo ate han to chehre par taghayar aa hi jata hai.
===
Khoon e dil se gull banana to bara asan hai,
Uss me jo khoshbo basi hai us ko bhi tasweer kar.

======

Muskura ne ki waja tum ho

Jo mele usme katlenge hum thodi khushya thode ansu batlen ge hum

Jiya jaye na jaye na ore piyre…..

====

Tumhare saath mere silsilay na miltey they,
Safar tha ek magar raastey na miltey they,

Tujhe ganwa k meri jaan mujhe yaqeen aaya,
K log mujhse mere waastey na miltey they !!

===

Teri nighah me ik rang e ajnabiyat tha,
Kis itabar pe hum khol ke guftago karte.

======

Taloqat ke barzakh me hi rakha muj ko,
Wo meree haq me na tha aur khelaf bhi na hoa.
=====

Ab bhi baaki hai tumhare dil mein thora sa khaloos
Is se pehle bhi humain aksar yehi dhoka howa…

http://www.104likes.com/wp-content/uploads/2014/06/shayari/urdu/Best+Poetry+In+Urdu+With+Picture+(6).jpg

===
Dhoka Shayari

Mat Chor Mera Sath Tu Zindagi Mein Is Tra
Shayad Ham Zinda Hain Tumhary Hi Sath Rehny Say…

===
Asa nahi hy k mere dil ne
Zindagi k karwe safer may
Age barne ki chah nahi ki
Han mujhe atraaf hy
May bhi wohi aam si larki hun
Jis ki khahishen bhi wohi aam si hain
Kehne ko ” HAWA KI BETI ”
Jo apni zindagi khahishon se bhari pati hy
Asaeshon k khawab dekti hy
May bhi wohi aam si larki hun
Sub kuch may ne bhi apni rysat may
Apni palko par saje khawabon may dekha hy
Sub kuch pane ki tamana ki hy
Magr izat ki maqaam jana hy
Apne khawabon ki takmil pane k liye
May ne apni ana or khuddari ko
Kbhi nicha nahi dekhaya
Apni izat ki khd se bar kr efazat ki hy
Kehne ko may bhi wohi aam si larki hun
Jis ki wohi aam si khahishen or khawab hain….

===

Anna Ba-Zid Thi K Roothnay Waley Ko Janay Do,,,
*
Koi Andar Say Kehta Hai Manaa Laity To Acha Tha,,,2 line

 

http://2.bp.blogspot.com/-ijG6hvUm69E/Uw35YkQvtqI/AAAAAAAADlo/9Xfv6NWo-oY/s1600/Khuwab+Urdu+Shayari.jpg

Alvida poetry picture and Images Shayri Collection

$
0
0

Shayari

http://4.bp.blogspot.com/-eDa--M4ezsU/UkXGhGJMaTI/AAAAAAAAACI/K3ZmBLf_OUo/s1600/alvida.jpg

Alveda designed poetry collection in urdu art.

 

 

https://urduliabrary.files.wordpress.com/2013/01/kitabeishqlikhneki.jpg?w=256

Kaisey Andaz-e-Shouq Mein Keh DiYa Tum Ne Alvida,
Jaisey Sadiyon Se Tere Dil Pe Koi Bojh Thy Hum…

http://1.bp.blogspot.com/-j1VgI-G8C-o/UkvzU5bwR0I/AAAAAAAAAos/CDzLI52VOGo/s1600/305377_214593645265380_100001442389582_569935_641917_n+copy.jpg

 

https://urduliabrary.files.wordpress.com/2013/01/41.jpg?w=400&h=297

keh dya ham ne bhi dunya ko alvida faraz
dhalty suraj k sath aaj hum ko bhi doob jana hy

http://pak101.com/forum/maryprincess60/2011/3/8/poetry_45_oppjn.jpg

 

Waqt-E-Judai Woh Roti Rahi Magar ,
Aankhon Mein Mere Aansuon Ne Kar Liya Basera……!

 

http://4.bp.blogspot.com/-cL0lNIAD54w/TpFuriUkUII/AAAAAAAACHQ/RFOmDlGyPX8/s1600/Suno+Tumhara+Lout+Aana+Ke+Aas+Main+Abe+Tak+Mane+Dil+Nai+Dafnaya.jpg

\http://3.bp.blogspot.com/-uK8u_0Ht2-0/UzhLYjmdBKI/AAAAAAAAGb0/nmrKUezVa8o/s1600/mohsin-naqvi-poetry-dard.jpg

http://1.bp.blogspot.com/-u72BL_qCk_Y/UqBXrqpWiII/AAAAAAAAAVk/7_pTRF52iio/s1600/ashara+madad+ka.jpg

http://2.bp.blogspot.com/-HPdIAp2IDfQ/UqMO6cGcxfI/AAAAAAAAFUc/NIY2I4wSf3U/s1600/6.png

 

http://www.friendskorner.com/forum/photopost/data/518/friendskorner12.jpg

 

https://urduliabrary.files.wordpress.com/2013/01/41.jpg?w=400&h=297

Woh tera ankh bhar kay mujhay dekhna,
Woh tera dekhna he kamal tha,
Meri justajo kay ahsas par,
Tera lamss bhi tu baymisal tha,

Meray saray jazboon ki dilkashi,
Teray ashiyan pay aa kay simat gai,
Gar main ruk na jata iss taraf,
Tu meri hasti pay pher zawal tha,

Teray husan ki sari tajaliyan,
Kaisy ho gayen mujh pay mahrban,
Meray zehan kay neha khanoo main,
Yehi chupa howa aik sawal tha,

Woh jo chaltay chaltay thy mil gaye,
Thy meri chahatoon kay silsalaye
Jo tera sang na milta mujhy,
Tu pher jena mera muhal tha.

 

Ahmad Faraz Romantic Poetry 2 lines for SMS

$
0
0

Shayari

http://urdu-mag.com/blog/wp-content/uploads/2011/08/faraz-poetry-urdu-poetry.jpg

Hum pe faqat ilzaam k hum hain zuban daraz…….
hum ne to bus kaha tha hamain tum se piyar hai….!
===
Zindagi to apnay hi Qadmon pe chalti hai Faraz..,
Auron k $aharay to Janazay utha kartay hain..!

===
Yahee soch kar us ki har baat ko sach mana hay
“FARAZ”~
K itnay khubsoorat Lub jhoot kesay bolain gay..~

===
Bara naaz tha un ko apne parde pe faraz…
Kal raat woh khawab me sar-e-aam chale aaye…
===
Kabhi Kabhi Wo Mujhe itna Yad Aata He Faraz
Me Zid Me Aa K Usay Yaad B Nahi Karta

http://lovemasti.com/wp-content/uploads/2011/04/us-ki-woh-jane-ahmed-faraz-1.jpg

——————————–
Mere kahny sy na paband-e-wafa ho jana,
dil na many to kse waqt juda ho jana,
na chaho jan se ziada kise ko
Faraz,
tum ny dekha nahen bandon ka khuda ho jana.
—–
—————————–
Tum is shehar k khuloos se waqif nahi FARAZ
Ye to Mohsin ko bhi sar-e-aam saza daitay hain!

——

Bari Mushkil se Sulaaya tha Khud Ko FARAZ Main ne Aaj…!
Apni Aaankon Ko Tare Khuwaab Ka Laalach Day Ker…..!

———————————

http://urdulife.com/upics/kt/faraz/ahmed_faraz_web.jpg

==
Be nàam zىndagى ki haqeeqat na poochhiye ‘FARAZ’,
Kuch pur khaloٍs log thay,barbàd kr gaey…….

———————————
Wo roz dekhta hai dubtay huay suraj ko faraz.
Kash mai b kisi shaam ka manzir hota….!

Kabhi to teri palkoon pay jhilmilaoun main
Tu intizaar karay aur aaoun main…

Samandar main lay ja kar fareb mat dena FAraZ
Tu kahay to kinaray pe hi DOOB jaoun main

************************

AAj tak Qaim hai uskay laut anay ki umeed
AAj tak tehri hai zindagi apni jaga

Laakh ye chaha k us ko bhool jaoun FAraz
HOSLAY apni jaga BEBASI apni jaga

*************

Ab milaingay to khoob rulaingay us sangdil ko faraaZ
Suna hai rote hue usay lipat janay ki adat hai …

**************
Baad marnay kay bhe us ne choora na dil jalana FAraZ
Rooz phaink jata hai phool saath wali qabar par

******************

http://2.bp.blogspot.com/-hGiKlpTm9OM/UaDPTEPSA6I/AAAAAAAAT68/qu3fxJ_ZkxA/s1600/portry(32).jpg

==
Hasrat to the kay tere aankh ka ansu ban jaoun FAraZ
Per tu Roye Ye humko GAwara nahe

*******************
Ab usay naa soochoon to JisM Toot’ta hai FAraZ

Ek Waqt guzra hai uskay naam ka nasha karty karty

*************
Tumko naraz he rehna hai to kuch baat karo FAraZ

Ke chup rehnay say mohabbat ka gumaan hota hai

===
may us ka hon ya baat jantay hain faraz
woh kis ka hai ya baat mujhy sonay nhi dyti..

—–
Main us k Haathon me tha
Tute hue Sheeshe ki trha “Faraz”,
Bari Umeed thi k bikhrne nhi dega.
Bus giraya kuch is Ada se k
Simatne ki Aaas hi na rahi.

=====

MuHABBat KaY BaAd MuHABBat MuMkiN Hay FaRaz…..!!!!
MaGar ToOT Kay CaHna SirF Aik BaaR Hota Hay…….!!!!
———————————-
KoUn ToLay Ga Abb HeRoOn Main HaMAraAy AnSoO FaRaz…..!!!!
WoH Jo DaRd Ka TaJir Tha DuKaN ChOR GaiYa…….!!!!

shiddate dard se sharminda nahi meri wafa FARAZ
dost gahre han to phir zakhm bhi gahre honge……….
———————————-

http://1.bp.blogspot.com/-ZpaqX_pM1zI/UrQkptrnMEI/AAAAAAAAFwQ/dEvsQVzGIlI/s1600/12.png

—-
Bara Naaz Tha Un Ko Apnay Parday Pay Faraz
Kal Raat Wo Khuwab Mein Sar-E-Aam Chalay Aaye……

apna samaj kar jis keliya ujar gaye hum Faraz
wo kal ja raha tha kisi ajnabi k saath.

————————–

http://4.bp.blogspot.com/-lMCczGpuIS4/UXlufiO1CAI/AAAAAAAAElI/XPI-r2W4QIY/s1600/kesi+bewafa+ki+khater.jpg

Samndar me Fanaa hona to kismat ki kahani hai FARAZ!
Jo Marta hen Kinaroon par Mujhe Dukh un pe Hota hay.

————————-

Haseen yadoon ky kuch mosam ussay arsal karny hain faraz
Suna hay sham ko tanhai ussy sony nahi dati

 

 

http://3.bp.blogspot.com/-TmDVj3DQxYI/UZfGnm_JI_I/AAAAAAAAAUk/EPxzLNFTF6k/s1600/ahmad-faraz-shayari+(1).jpg

—–

ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa

pahale se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rahe duniyaa hii niibhaane ke liye aa

kis kis ko bataaye.nge judaa_ii kaa sabab ham
tuu mujh se Khafaa hai to zamaane ke liye aa

kuchh to mere pindaar-e-muhabbat ka bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa

ek umr se huu.N lazzat-e-giriyaa se bhii maharuum
ai raahat-e-jaa.N mujh ko rulaane ke liye aa

ab tak dil-e-Khush_faham ko tujh se hai.n ummiide.n
ye aaKhirii shamme.n bhii bujhaane ke
——
Wo Acha Hay Tou Behtar, Bura Hay Tou Bhi Qabool
Mizaaj-E-Ishq Mein Aib-O-Hunar Dekhe Nahi Jatay…!!!

===

Jis simt bhi dekhooN nazar aata hai ke tum ho
Ae jaan-e-jahaaN ye koi tum saa hai ke tum ho

Yeh khwaab hai, khushboo hai, ke jhoNka hai, ke pal hai
Yeh dhuNd hai, baadal hai, ke saayaa hai, ke tum ho

Is deed ki sahAat main kaiye rang hain larzaaN
Mein hooN ke koi aur hai duniya hai ke tum ho

DekhO yeh kisi aur ki aankhAin hain ke meri
DekhooN yeh kisi aur ka chehra hai ke tum ho

Yeh umr-e-gurezaaN kahin tahre to yeh jaanooN
Har saaNs main mujh ko yeh lag ta hai ke tum ho

Har bazm main mauzoo-e-suKhan dil zadgaaN ka
Ab kaun hai Shireen hai ke Laila hai ke tum ho

Ik dard ka phaila huA sahara hai ke mein hooN
Ik mauj main aaya huAa dariya hai ke tum ho

Woh waqt na aaiye ke dil-e-zaar bhi sochai
Is shehar main tanha koi hum sa hai ke tum ho

Aabaad hum aashufta sarOn se nahin maqtal
Yeh rasM abhi shehar main zinda hai ke tum ho

Ae jaan-e-‘Faraz’ itni bhi taufeeq kise thi
Hum ko ghum-e-hasti bhi gawaara hai ke tu

 

 

Best Ghazals for FB Status

$
0
0

Shayari

Mujh say pejli si mohabat meri mehboob na mang

Main nay samjha tha keh too hay to darakhshan hay hayat
Tera gham hay to gham-e-dehr ka jhagrha kiya hay
Teri soorat se hay aalam main baharon ko sabaat
Teri ankhon kay siva duniya main rakha kiya hay

Too jo mil jaye to taqdeer nigoon ho jaye

Uoon na tha, main nay faqat chaha tha uoon ho jaye
Aour bhi dukh hain zamanay main mohabat kay siva
Rahatein aour bhi hain wasl ki rahat kay siva
Unginat sadiyon kay tareek bahimana talism
Rasham-o-atalas-o-kimkhaab main bunwaye hooay
Jabaja biktay hooay koocha-o-bazar main jism
Khaak main lithrhay hooay khoon main nehlaye hooay

Jism niklay hooay amraz kay tanooron say
Peep behti hooi galtay hooay nasooron say
Laot jaati hay idher ko bhi nazar kaya keejay
Abb bhi dilkash hay tera husn, magar kaya keejay

Aour bhi dukh hain zamanay main mohabat kay siva
Rahatain aour bhi hain Wasl ki rahat kay siva
Mujh say pehli si mohabat meri mehboob na mang

(Naqsh Faryadi)
******************************

PASS RAHO

Tum meray pass raho
Meray qatil, meray dildar, meray pass raho
Jiss gharhi raat chalay
Asmanon ka lahoo pee kay siyah raat chalay
Maham-e-mushk liye nashtar-e-almas liye
Bain kerti hooi hansti hooi, gati niklay
Dard kay kasni pazaib bajati niklay
Jiss gharhi seenon main doobay hooay dill
Asteenon main nihan hathon ki rah taknay lgain
ass liye
aour bachon kay blaknay ki tarah qulqul-e-may
Behr-e-nasoodgimachlay to manaye na manay
Jabb koi bat banaye na banay
Jabb na koi baat chalay
Jiss gharhi raat chalay
Jiss gharhi matami, sunsan, siyah raat chalay
Pass raho
Meray qatil, meray dildar meray pass raho

ghazal,nazam,urdu ghazal

Masko 1963.
********************************

Tari umeed tera intezar jab say hay
Na shab ko din say shikayet, na din ko shab say hay

Kissi ka dard ho kertay hain teray nam raqam
Gila ho jo bhi kisi say teray sabab say hay

Hooa hay jabb say dil-e-nasaboor bay qaboo
Kalam tujh say nazar ko barhay adab say hay

Agar sharer hay to bharhkay, jo phool hay to khilay
Tarah tarah ki tal’ab teray rang-e-lab say hay

Kahan gaye shab-e-furqat kay jagnay walay
Sitara-e-sahari ham kalam kab say hay

Bombay 1957
***************************************

Yeh jafaye gham ka chara, woh najat-e-dill ka aalam
Tera husnn dast-e-Eeasa, teri yaad roo-e-maryem

Dill-o-jan fidye rahhay kabhi aakay daikh hamdam
Sar-e-kooye dill figaran shabey aarzoo ka aalam

Teri deed say siva hay teray shaoq main baharan
Woh zamein jahan giri hay teray gais’woon ki shabnam

Yeh ajab qiyamtain hain teri rahguzar main guzraan
Na hooa keh mar mitain ham, na hooa keh ji uthain ham

Lo suni gayi hamari, uoon phiray hain din keh phir say
Wohi gosha-e-qafas hay, wohi fasal-e-gull ka maatam

Lahore Jail
February 1959.
*****************************************

KAHAN JAAO GAY

Aour kuch dair main lutt jaye ga her bam pay chand
Aks kho jayei gay aainey tar’as jayein gay
Aarsh kay deeda-e-namnak say baari baari
Sabb sitaray sar-e-khashak baras jaein gay
Aas kay maaray thakay haaray shabistanon main
Apni tanhai sametay ga, bichaye ga koi
Bevafai ki gharhi, tark-e-madarat ka waqt
Iss gharhi apnay siva yad na aaye ga koi
Tark-e-duniya ka samaan, khatm-e-mulaqat ka waqt
Iss gharhi aaye dill-e-aawara kahan jaao gay
Iss gharhi koi kisi ka bhi nahein rehnay do
Koi iss waqt milay ga hi nahein rehnay do
Aour milay ga bhi to iss ta’our keh pachtaaogay
Iss gharhi aaye dill-e-awara kahan jaoogay

Aour kuch daer theher jaao keh phir nashtr-e-subh
Zakhm ki tarah her aankh ko bedar karay
Aour her kushtaa-e-wamandgi-e-aakhir-e-shab
Bhool kar saa’at-e-darmandagi-e-aakhir-e-shab
Jaan pehchan mulaqaat pay israar karay

December 1961.
**************************************

Har shaakh chaman ki jal rahi hai
Kya baad-e-Muraad chal rahi hai

Hum hain ke faraib kha rahe hain
Dunya hai ke chaal chal rahi hai

Yun dil main hai teri yaad jese
Veerane main aag jal rahi hai

Rukh phair lia hai jab se tu ne
Dunya ki nazar badal rahi hai

Darpaish hai aaj bhi woh soorat
Jo soorat-e-Haal kal rahi hai

Itni bhi Faraz bad-dili kya
Sambhlo! Ke fiza badal rahi hai

More: http://forum.chatdd.com/urdu-poetry-club/91143-poet-ahmed-faraz.html#ixzz3QWihIh00

SHAAM

Iss tarah hay keh har ik pairh koi mandar hay
Koi ujrha hooa, bay noor purana mandar
Dhoondata hay jo kharabi kay bahanay kab say
Chak har baam, har ik dar ka dam-e-aakhir hay
Asman koi parohat hay jo har baam talay
Jism par rakh mala, maathay pay sandoor malay
Sar nigoon baitha hay chup chaap na janay kab say
Iss tarah hay keh pas-e-pardaa koi saahir hay
Jiss nay aafaq pay phailaya hay uoon sahr ka dam
Daman-e-waqt say paewast hay uoon daman-e-sham
Abb kabhi sham Bujhay gi na andhera hoga
Abb kabhi raat dhalay gi na sawera hoga

Asman aas liye hay keh yeh jadoo tootay
Chup ki zanjeer katay, waqt ka daaman chootay
Day koi sankh doohai, koi payel bolay
Koi bu’t jagay, koi sanwali ghoongat kholay

*******************************************

QAID-E-TANHAI

Door aafaq pay lehrai koi noor ki lehr

Khaab hi khaab main bedaar hooa dard ka shehr

Khaab hi khaab main betab nazar honay lagi

Adm abad-e-judai main saher honay lagi

Kaasa-e-dill main bhari apni saboohi main nay

Ghoal kar talkhi-e-dair-o-zamein may amrooz ka zahr

door aafaq pay lehrai koi noor ki lehr

Aankh say door koi sub’ha ki tamheed liye

Koi naghma, koi khushboo, koi kafir soorat

Adm aabad-e-judai main musafir soorat

Bekhabar Guzri, Pareshni-e-umeed liye

Ghoal ker talkhi-e-dair-o-zamein amrooz ka zahr

hasrat-e-roz-e-mulaqat raqam ki main nay

Dais perdais kay yaraan-e-qdah khwar kay naam

Husn-e-aafaq, Jamal-e-lab-o-rukhsar kay naam

Urdu has a class of his own. As this language is read,
written and spoken by millions of people living in
Ind-Pakistan and almost every part of the world Urdu
Poetry is also not new to us.

Wisaal rut ki yeh pehli dastak hi sarzanish hay….
kay hijr mosam ney rastay rastay
Safar ka aghaz kar liya hay..
Tumharey hathon ka lams jab bhi meri wafa ki
hathelion par..
Hina baney ga,,
Toh soch loon gi
Rafaqaton ka sunehra sooraj..
..Gharoob kay imtihan mein hay…
Hamarey baghon se gar kabhi titlion ki khushboo guzar na paye
Toh YEH NA KEHNA KAY TITLION NEY GULAB RASTEY BADAL LIYE HEIN…
Agar koi sham youn bhi aye kay jis mein hum tum lagein paraye,
Toh jaan lena
kay sham beybus thi shab ki tarikion kay hathon
Tumhari khahish ki muthian bedhayano mein kabhi khulein toh..
Yaqeen karna…
KAY MERI CHAHAT KAY JUGNOON NEY
TUMHARE HATHON KAY LAMS E TAZA KI KHAHISHON MEIN
BARE GHANERE ANDHERE KAATE..
Magar yeh khadshe
Yeh waswasay toh takalafan hein
Jo beirada safar pe niklein
To ye toh hota hay
ye toh hoga,,,,
Hum apne jazbon ko munjamid raiganion kay sapurd kar kay..
yeh soch lein gay..

kay HIJAR MOSAM TOH WASAL KI PEHLI SHAM SEY HI SAFAR KA AGHAZ KAR CHUKA HAY

Which is brought to us through the ages by famous Poets of India and Pakistan, like Mirza Ghalib, Mir Taqi Mir, Alama Iqbal, Bahader
Shah Zafer and so many others. Ghazal is still very
popular in most of the modern writers of Urdu Poetry.

Har khushi milte rahi,hum khud pe itraate rahe,
Chalte hue har raah mai,hum khud hi ithlaate rahe,

sapne saj.te rahe,hum unhe sajaate rahe,
Har baat se anjaan,hum khud hi anjaan bante rahe,

Samjhaya jisne bhi,hum use samjhate rahe,
Har baat ko apno ki,hum naadani se jhutlaate rahe,

Diya tha jo ALLAH ne,hum use apna batlaate rahe,
Ibbatdat chor us ke,hum us ki chokhat se bhi door hote rahe,

Bhula sab ko,hum din raat us ka naam lete rahe,
ALLAH ke jageh,hum use rakh ke aage chalte rahe,

Pooja karni thi apno ki,hum use poojte rahe,
Apna jan use,hum sab se door hote rahe,

Aaya din kismat ki aazmaish ka,hum us pe bharosa kiye baithe rahe,
Umeed mai us ke aane ki,hum saare din intzaar karte rahe,

Sab toota sab loota,hum phir bhi us pe aitbaar karte rahe,
Chora tha jis ke liye ALLAH ko bhi,hum us ka yakeen karte rahe,

Maut kab aaye pata na chala,hum us ke kafan ka intzaar karte rahe,
Us ke liye chora jin ko,hum un ke pyar ke liye taraste rahe,

Baith ALLAH ki chokhat pe, Faraz aaj khud pe hanste rahe…….
Baith ALLAh ki chokhat pe, Faraz aaj khud pe hanste rahe…….

In these pages I will be trying my best to introduce
some new writers along with some selective works of
famous world renowned poets.

============

ایک شعر
لو ! میں آنکھیں بند کیے لیتی ہوں ، اب تم رخصت ہو
دل تو جانے کیا کہتا ہے ، لیکن دل کا کہنا کیا !
============

توقع
جب ہوا
دھیمے لہجوں میں کچھ گنگناتی ہوئی
خواب آسا ، سماعت کو چھو جائے ، تو
کیا تمھیں کوئی گزری ہوئی بات یاد آئے گی ؟
============

اعتراف
جانے کب تک تری تصویر نگاہوں میں رہی
ہو گئی رات ترے عکس کو تکتے تکتے
میں نے پھر تیرے تصور کے کسی لمحے میں
تیری تصویر پہ لب رکھ دیے آہستہ سے !

============

ایک شعر
میں جب بھی چاہوں ، اُسے چھو کے دیکھ سکتی ہوں
مگر وہ شخص کہ لگتا ہے اب بھی خواب ایسا !
============

موسم کی دُعا
پھر ڈسنے لگی ہیں سانپ راتیں
برساتی ہیں آگ پھر ہوائیں
پھیلا دے کسی شکستہ تن پر
بادل کی طرح سے اپنی بانہیں !
============

مقدّر
میں وہ لڑکی ہوں
جس کو پہلی رات
کوئی گھونگھٹ اُٹھا کے یہ کہہ دے ۔۔
میرا سب کچھ ترا ہے ، دل کے سوا !
============

تیری ہم رقص کے نام
رقص کرتے ہوئے
جس کے شانوں پہ تُو نے ابھی سَر رکھا ہے
کبھی میں بھی اُس کی پناہوں میں تھی
فرق یہ ہے کہ میں
رات سے قبل تنہا ہوئی
اور تُو صبح تک
اس فریبِ تحفظ میں کھوئی رہے گی !
============

ایک شعر
حال پوچھا تھا اُس نےابھی
اور آنسو رواں ہو گئے !
============

پکنک
سکھیاں میری
کُھلے سمندر بیچ کھڑی ہنستی ہیں
اور میں سب سے دور ، الگ ساحل پر بیٹھی
آتی جاتی لہروں کو گنتی ہوں
یا پھر
گیلی ریت پہ تیرا نام لکھے جاتی ہوں !
============
جان پہچان
شور مچاتی موجِ آب
ساحل سے ٹکرا کے جب واپس لوٹی تو
پاؤں کے نیچے جمی ہوئی چمکیلی سنہری ریت
اچانک سرک گئی !
کچھ کچھ گہرے پانی میں
کھڑی ہوئی لڑکی نے سوچا
یہ لمحہ کتنا جانا پہچانا سا لگتا ہے!
============

دوست
اس اکیلی چٹان نے
سمندر کے ہمراہ
تنہائی کا زہر اتنا پیا ہے
کہ اس کا سنہری بدن نیلا پڑنے لگا ہے !
============

پسِ جاں
چاند کیا چھپ گیا ہے
گھنے بادلوں کے کنارے
روپہلے ہوئے جا رہے ہیں !
============

More: http://forum.chatdd.com/urdu-poetry-club/97481-a.html#ixzz3QWj6RwBM

Urdu Shayari Audio Poetry with Sad, Love Romantic & Friendship

$
0
0

Shayari

Urdu Sad Shayari


Koi Apna Bana K,, Very Heart Touching Sad… by FaizaSem


UffffFF . :'( sad poetry mujy mahasaye ka hunar by mohsin-razaiqbal

Urdu Friendship Shayari


MeRe HumDum MeRe Dost by urdupoetry


Moti Dost Aur Dieting-Funny Poetry By Abdul… by urdukalam


Manzar Bhopali – Friendship poetry – Hind-o-Pak… by asmakhalid1976

Urdu Love Shayari


muhabat sad poetry by urdupoem


great poetry muhabat by yaqoobmilano99


URDU ROMANTIC POETRY – Raat Phaili Hai Tere… by SADPOETRY

Urdu Romantic Shayari


‫کہو تو پھول بن جاؤں -Love Romantic poetry‬ by mohsin-razaiqbal


Usay Khud Sai Muhabat Thi I Best Urdu Poetry I… by YasirWaseem


POETRY Meri Ghumshuda Muhabat “CITY STYLE WITH… by dm_50c9d7ece4b81

Viewing all 1232 articles
Browse latest View live