Quantcast
Channel: Shayari
Viewing all 1232 articles
Browse latest View live

Allama M. Iqbal’s Shikwa Verses Jawab-e-shikwa

$
0
0

Shayari

Shikwa:

Safah-i dhar se batil ko mitaya hamney
Nau-i insan ko ghulami se churaya hamney
Terey kaabe ko jabeenon sey bassaya hamney
Terey Qur’an ko seeno sey lagaya hamney
Phir Bhi hamsey ye gila hai ke wafadar naheen
Ham wafadar naheen too bhi to dildar naheen..

Jawab e Shikwa:

Safah-i dahr sey baatil ko mitaya kisne
Nau-i insaan ko ghulami sey churaya kisne
Merey kaabae ko jabeenon sey basaaya kisne
Merey Qur’an ko seenon sey lagaya kisne
Thay to aaba wo tumharay hi magar tum kiya ho
Hath par hath dharay muntazir-i farda ho..

Allama Iqbal Verses from Shikwa , Jawab-e-shikwa Must Read..


Dasht-e-Wafa by Mohsin Naqvi

$
0
0

Shayari

Dasht-e-Wafa Mein Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha Dekha To Aik Dard Ka Dariya Qareeb Tha Guzrey Jidhar Jidhar Se Tamanna K Qaafley Her Her Qadam Pe Aik Nishaan-e-Saleeb Tha Kuch Aysi Meherbaan Tou Na Thi Ham Pe Zindagi Kyun Her Koi Jahaan Mein Hamara Raqeeb Tha Apna Pata To Us Ne Diya Tha Mujhy “MOHSIN” [...]

ابن انشاء چل انشاء اپنے گاؤں میں

$
0
0

Shayari

چل انشاء اپنے گاؤں میں

یہاں الجھے الجھے روپ بہت
پر اصلی کم، بہرُوپ بہت
اس پیڑ کے نیچے کیا رکنا

جہاں سایہ کم ہو، دھوپ بہت
چل انشاء اپنے گاؤں میں
بیٹھیں گے سکھ کی چھاؤں میں

کیوں تیری آنکھ سوالی ہے؟
یہاں ہر اِک بات نرالی ہے
اِس دیس بسیرا مت کرنا
یہاں مفلس ہونا گالی ہے
چل انشاء اپنے گاؤں میں
بیٹھیں گے سکھ کی چھاؤں میں

جہاں سچے رشتے یاریوں کے
جہاں گھونگھٹ زیور ناریوں کے
جہاں جھرنے کومل سکھ والے
جہاں ساز بجیں بن تاروں کے
چل انشاء اپنے گاؤں میں
بیٹھیں گے سُکھ کی چھاؤں میں

(ابن انشاء)

Mohabbat mil nai paati mujhe maloom

$
0
0

Shayari

Mohabbat mil nai paati mujhe maloom hai . . . . .

Magar khamosh rehta hon, MOhabbat kar jo betha hon..

Usey mere Janaze ki khabar na dena ye meri mohabat ki toheen hogi

$
0
0

Shayari

Usey mere Janaze ki khabar na dena ye meri mohabat ki toheen hogi

Ke woh pedal safar kare or mein logoon k kaandhoon pe safar karon

mohabat janaza - 2 line sher

Ham Samajhtay Thy Ishq Ko Dushwaar…

$
0
0

Shayari

ہم سمجھتے تھے عشق کو دشوار
یہ بھی آساں ہے، کیا کیا جائے

Ham Samajhtay Thy Ishq Ko Dushwaar…
Yeh Bhi Aasaa’n Hai, Kia Kiya Jaye

2 line sher

Chand nikla’ na tm ne di dastak

$
0
0

Shayari

Chand nikla’ na tm ne di dastak
aaj ki Shaam kitni bojhal h,,,

chand shaam

Hum se roshni ka khel mat khelo – Noshi Jilani

$
0
0

Shayari

Tumhain pehle kaha bhi tha
K hum se roshni ka khel mat khelo
humain is tayrgi se nisbatain itni purani hain
K TUM bhi haar jao gaye
So ab dekho,TUMHARE HATH KHALI HAIN
ab in k lams e taza mein
humare naam ka koi sitara bhi nahin hai
Tumhari chashm e nazaan mein
Kabhi Ju Ishq Ki waaraftagi K
Itne Jugno Jhilmila’aye the
Woh apne raqs ki takmeel k pehle hi lamhe mein
Kamal e beniazi se achanak bujh gaye hain
Tumhari guftago mein sach k rangon ki
Ju ik qoos e qaza si muskurayi thi
Bohat namaherbaan khamoshion k baadlon mein chup gayi hai
Humare dermian thehri hoi shab ki udaasi mein
Kisi harf e DUAA ka ik shraar bhi nahin hai
Tumhare lams ki hairan kerti narm barish ne
Hawa k Reyshmi aanchal pe ju
Halki gulabi aaiyaton jaise mehakte geet likhe the
Ab un mein wasl e khushbo ka ishara bhi nahin hai
Tumhare daman e dil mein wafa ka ik sunehra ist’aara bhi nahin hai
Dekho zara tumhare hath khali hain
Ab in k lams e taza mein
Humare naam ka koi sitara bhi nahin hai
Tumhain pehle kaha bhi tha
K hum se roshni ka khel mat khelo…!!!

Noshi Gilani


Ya Muqaddar Mein Raasta Hee Nahi – Noshi Gilani

$
0
0

Shayari

Meri Aankhon Ko Soojhta Hee Nahi
Ya Muqaddar Mein Raasta Hee Nahi
.
Wo Bharay Sheher Mein Kisi Se Bhi
Mere Baaray Mein Poochta Hee Nahi
.
Phir Wohi Shaam Hai Wohi Ham Hain
Haan Magar Dil Mein Honsla Hee Nahi
.
Ham Chalay Os Ki Bazm Se Uth Kar
Aur Wo Hai Ke Rokta Hee Nahi
.
Dil Jo Ek Dost Tha Magar Wo Bhi
Chup Ka Pathar Hai Bolta Hee Nahi
.
Mein Tou Os Ki Talaash Mein Guum Hun
Wo Kubhi Mujh Ko Dhoondta Hee Nahi..
-Noshi Gilani

Abhi Sazish ka mosam hay, Abhi tum Ishq mat karna – Designed Poetry

$
0
0

Shayari

Abhi Sazish ka mosam hay, Abhi tum Ishq mat karna
Yahan andhi ka charcha hai, Abhi tum rait jaisy ho…

december-mosam-ishq-andhi

Meri Chahatain Tumse Alag Kab Hain – 4 line poetry

$
0
0

Shayari

Meri Chahatain Tumse Alag Kab Hain
Dil Ki Batain Tumse Chupi Kab Hain

Tum Sath Raho Dil Main Dharkan Ki Jaga
Phir Zindagi Ko Sanson Ki Zarorat Kab Hai

149719_373199672774784_1602753901_n

Chalo Ek Bar Bazi Palat Kar Khelain

$
0
0

Shayari

Chalo Ek Bar Bazi Palat Kar Khelain
Meri Bewafai Ho Aur Dil-e-Nazuk Tera

Chalo Ek Bar Bazi Palat Kar Khelain

Ek Taraf Yaar Ka Israr Kay Aankhian Kholo

$
0
0

Shayari


Ek Taraf Yaar Ka Israr Kay Aankhian Kholo
Ek Taraf Maut Ki Thapki Kay Ab Sona Ho Ga

urduuuu

Mera Kaya Rishta November, December, January Say

$
0
0

Shayari

december urdu

Mera Kaya Rishta November, December, January Say
Sab Maheenay Zalim Hain Ishq Kay Faqeeron Par

Nasir Kazmi ki ghazal | Duniya Ke Sitam Yaad Na Apni Wafaa Yaad

$
0
0

Shayari

Nasir Kazmi ki ghazal

Duniya Ke Sitam Yaad Na Apni Wafaa Yaad
Ab Mujh Ko Nahi Kuch Bhi Mohabbat Ke Siwa Yaad

Mein Shikwah Ba Lab Tha, Mujhe Ye Na Bhi Raha Yaad
Shayad Ke Mere Bhoolnay Waalay Ne Kia Yaad

Kia Jaaniye Kia Ho Gaya Arbaab-e-Junoo.n Ko
Jeenay Ki Adaa Yaad Na Marnay Ki Adaa Yaad

Kia Lutf Ke Mein Apna Pataa Aap Bataaon
Kijiye Koi Bhooli Howi Khaas Apni Adaa Yaad

Muddat Howi Ek Haadsa-e-Ishq Ko Laikin
Ab Tak Hai Tere Dil Ke Dharaknay Ki Sadaa Yaad


Mohsin Naqviki Ghazal – Diya Khud Se Bujha Dena

$
0
0

Shayari

Diya Khud Se Bujha Dena
Hawa Ko Aur Kia Dena ?

Sitare Nochne Walo
Falak Ko Aasra Dena

Kabhi Is Taur Se Hansna
Ke Dunya Ko Rula Dena

Kabhi Is Rang Se Rona
Ke Khud Pe Muskura Dena

Main Teri Dastaras Chahun
Mujhe Aisi Dua Dena

Main Tera Barmla Mujrim
Mujhe Khul Kar Saza Dena

Main Tera Munfarid Sathi
Mujhe Hat Kar Jaza Dena

Mera Sar Sab Se Ooncha Hai
Mujhe Maqtal Naya Dena

Mujhe Acha Laga “Mohsin”
Ose Pa Kar Ganwa Dena

Teri Yaad – Faiz تیری یاد

کوئی بھولا ہوا غم ہے جو مسلمل مجھ کو

$
0
0

Shayari

کوئی بھولا ہوا غم ہے جو مسلمل مجھ کو
دل کے پاتال سے دیتا ہے صدا شام کے بعد

مار دیتا ہے اجڑ جانے کا دہرا احساس
کاش ہو کوئی کسی سے نہ جدا شام کے بعد

Saifudin Saif Ghazal

$
0
0

Shayari

شاعر : سیف الدین سیف
——————————————————————-

آپ سے عرض ملاقات نئی بات نہیں
ھے مرے لب پہ وہی بات نئی بات نہیں

دل بے تاب یہ ہلچل یہ قیامت کیسی
آج کچھ ان سے ملاقات نئی بات نہیں

آپ آ جائیں تو رم جھم کی صدا ناچ اٹھے
ورنہ یہ رات یہ برسات نئی بات نہیں

ھے یہی فرقہ ارباب وفا کا مقسوم
یہ پریشانی حالات نئی بات نہیں

سیف انداز بیاں رنگ بدل دیتا ھے
ورنہ دنیا میں کوئی بات نئی بات نہیں

یہ تخت ھے، وہ ھے دَار پیا – 4 line sher

$
0
0

Shayari

یہ تخت ھے، وہ ھے دَار پیا
لے،جو تجھ کو درکار پیا

اک چہرے پہ سَو سَو چہرے
یہاں لوگ بڑے فنکار پیا

Viewing all 1232 articles
Browse latest View live