Shab ki tareek fiza jab bhi daraey mujh ko..
Teri yaad’on ka diya ghar ko munawar ker dey..
Sham jab utarti hai meray angan mein!
Kon yaad ata hai, kiun mein gungunati hun…??!
=======================
harm ada-e-naz hai apney sey hi sahi..
Hein kitney be-hijaab key yuon hein hijaab mein.!
Shab magar kaat li hi ankh’on mein!
Door hoti rahi sehar phir bhi..
Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha!
Log kehtay thay yehi khak hai dariya mera..
Samney kitni sabeel’ain hein paye be-gehni.!
Aaj lakht-e-dil maryam bhi nahi sath apney..
Sapney bechney aa nikley ho lekin daikh to lo.!
Duniya key bazaar mein un ki qemat kitni hai..